Gar tamanna karti hum par aitbaar,
na yeh naapti jeet ya haar,
na badhti-bejhijak-beshumaar,
isi pal use azaad kar dete....na karte inkaar!
lekin yeh hume sataati hai, ek....aur hazaaron ko jagaati hai,
nahi padna iske bakhere mein, iski neeyat hume lalchaati hai.
gar hoti yeh tamanna anoothi, har aas ko kar deti poori,
humko milaati khud hi se, na hoti koi baat adhoori......
to hum zaroor chalte...use ruh mein milakar.....
to hum zaroor chalte...use zindagi banakar.....

0 comments:
Post a Comment